Hey, Srijita. I haven't seen you much around here lately. I'm going to assume you've been busy with university. Just letting you know I'm still thinking of you.
I hope the situation with your roommate has been sorted out now and you two can live peacefully together.
okay yaar..chalo phir kabhi chat kar lenge jab tum access kar sako....mera din bhi theek tha.ha yaar thoda sa tired to hoon ..lekin theek hoon.....aur yaar ab tum kaisi feel kar rahi ho.
hey yaar muje tumse baat karne ka bada mann he....yaar me abhi baat to kar sakta hoon lekin thoda sa busy hoon..kya tum raat ko free hogi kya...agar nahi tho its okay hum abhi chat karte he.
thanks yaar...gud to know ki tumhe ghar pe kaafi acha lag raha he..bas yaar aise he positive feel karna ..hope ki tum ab pehle se kaafi better feel kar rahi ho....take care
hey yaar hope ki tum tumhara weekend ja raha he aur tum theek ho...mere ghar pe painting aur maintanance ka kaam chal raha he ..to utna online nahi ho pata...apna khayal rakhna
hey yaar...me theek hoon yaar aur work bhi theek ja raha he....me work environment se adjust hone ka try kar raha hoon...tum bhi apna khayal rakhna...sweet dreams..gud night
yaar sorry... yeh tho bahut selfish he uske behaviour.....yaar pata nahi q kuch log aise hote jo doosro ko down dikhake ke satifaction pata he...but yaar tum bilkul bhi isse down mat feel karo qki tumhari yaha koi galti nahi he...tumhari friend galat he aaur uske paas koi right nahi he ki tume feel down karaye...yaar tum bas itna yaad rakhna koi kuch bhi kehe tumhara dil bahut bada he nd tum bahut kind aur wonderful ho nd may be usko insecurity he ki tum usse aage na bad jao thats y woh aise kar rahi he...hope ki woh undertand kare ki tum jaise dost kismat walo ko milte he nd tumhe tumhara due respect de...nd yaar log kuch bi kahe tume bas apne upar faith rakhna aur postive sochna he..tum amazing ho yaar