Ha yaar kitna maza aata na...to tumne to ache khase shopping kar le

Mujhe to bulaya he nahe...mujhe pata he tum akele akele he enjoy karna chahte hona lol.,bada mast ambience ho raha hoga na waha..kaash me bhi waha hota..
Aur kaunsa baby ke liye shopping kiya he...tumhare cousin ka ka baby he kya.